hai liye hathiyaar dushman taak mein
baitha udhar
aur hum taiyyaar hain seena liye apna
idhar
khoon se khelenge holi gar vatan muskhil
mein hai
sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein
hai
haath jin mein ho junoon katt te nahi
talvaar se
sar jo uth jaate hain voh jhukte nahi
lalkaar se
haath jin mein ho junoon katt te nahi
talvaar se
sar jo uth jaate hain voh jhukte nahi
lalkaar se
aur bhadkega jo shola-sa humaare dil mein
hai
sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein
hai
hum to ghar se nikle hi the baandhkar sar
pe qafan
chaahatein liin bhar liye lo bhar chale
hain ye qadam
zindagi to apni mehmaan maut ki mehfil
mein hai
sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein
hai
dil mein tuufaanon ki toli aur nason mein
inquilaab
hosh dushman ke udaa denge humein roko na
aa
duur reh paaye jo humse dam kahaan manzil
mein hai
sarfaroshi ki tamanna ab hamaare dil mein
hai - 2
0 comments:
Post a Comment